Pages

Dosti sms Shayari Latest Hindi sms 2013

DiL Ne Muje Diwana Bna Diya,
Roya N Tha Kbhi Aapne Rula Diya,
Maine to Har Waqt Yaad Kiya Hai Aapko,
Lekin Aapne Yaad Krne Me Zamana Laga Diya...

1 mitha sa ehsas hua ABHI-k-ABHI
Aisa laga Apne yad kiya
ABHI-k-ABHI
Itna to ykin H dil ko
har waqt na sahi par
hum yad to ate honge Apko
KBHI-na-KBhi..

Wo 1 chehra hum har kahi talash karte he
Zinda to hai magar,zindgi talash krte h
Koi kyu bhul jata h,hume apna bana kar
Hum khud me wo,kami talash karte he..